YeshuaNow
Kaisa Kaam Masih Kar Diya
All lyrics

Kaisa Kaam Masih Kar Diya

by Anil Kant

985 views
ShareWhatsAppFacebook

Shukr Yehovah ka (2)
Kaisa kaam Masih kar diya
Mujhko gunaah se bari kardiya
Kaise tera shukr karoon main
Mujhko naya aadmi kar diya

Uske fazal se uske wasile se
Sabke gunah hai maaf kiye jaate
Mujrim ho kaisa, gunahgaar kaisa
Imaan jo laayega,
Chutkaara uska abhi kar diya
Kaisa kaam Masih kar diya…

Imaan lana dil se hota hai
Aur muh se ikraar kiya jaye
Imaan jo laayega,
Sharminda na hoga
Murdon se ji uthega,
Maut ko usne zindagi kar diya
Kaisa kaam Masih kar diya…

ShareWhatsAppFacebook
Keep listening

You might also like

0 Comments

Loading comments…

Leave a comment

Your email will not be shown publicly. Comments are reviewed before appearing.