Prabhu main Tere paas, fir aata hoon ek baar
Dhanya kehta hoon main Tere naam ko
Meri panaah Tu hi hai
Tera Pyaar hai apar
Sunta Meri pukar
Na chodhe Tu mujhe burey halaton mein
Mera charwaha Tu hi hai
Mera charwaha Tu hi hai
Jab bhi aata Yeshu paas, jata na khali haath
Puri karta Vo meri har zaruratein
Deta papon se Vo kshama
Deta rogon se Vo Shifa
Meri panaah…
Chattan hai , mera garh hai, mera bal hai, humdard hai.
Yeshu
Meri panaah…