
All lyrics
Hindi
Teri Mushkil | Rajiv Smith | Ankur Masih | Lyrics
by Ankur Masih · New Masihi Song 2019 · Rajiv Smith
1.7K views

Teri mushkil Masih e Paak sabhi aasaan kar dega
Tere aansu wo saare pochh ke khushion se bhar dega
- Tu kyo darre un rahhon se
Jin pe hai badhane tune kadam
Ruk na nahi badh te jana chahe zamana dhaye tuhj pai sitam
Tere sar pai chida huya haath
Masih Yeshu dhar dega
Teri mushqil Masih e Paak sabhi aasaan kar dega
Teri mushkil Masih e Paak sabhi aasaan kar dega
- Wo apne bando ko kabhi nai chode eh kafel
Lakho rukawat ho unhe mil jata hai sahil
Wo apne duuto ko tere ang sang kar dega
Teri mushkil Masih e Paak sabhi aasaan kar dega
Teri mushkil Masih e Paak sabhi aasaan kar dega
- Aaja Masih ke pass betaab na ho tu udaas
Usne diya hai khoon daan tu uska farzand khaas
Wo apne massa se aaj tuhj ko bhi bhar dega
Teri mushkil Masih e Paak sabhi aasaan kar dega
Teri mushkil Masih e Paak sabhi aasaan kar dega
Keep listening
You might also like
0 Comments
Loading comments…
Leave a comment
Your email will not be shown publicly. Comments are reviewed before appearing.


