Yeshu
Tu hi hai mera Khuda
Karta hun Tujhse mein ye prarthna
Rehna chahun Tere kareeb main
Sarvada
Mere dil se yahin hai dua (2)
Hath ko uthau mein
Geet Tere gaun mein
Baahon ko phailaun main Prabhu
Mere dil ki chahat Tu
Hai mera armaan Tu
Tere dehleez pe khara rahun (2)
Tu hai mera Prabhu
Kitna mahaan hai pyar Tera
Jo Tune hai mujhse kiya
Gaun mein geet karun shukriya
Yeh prem jo hai
Tere mere darmiyan (2)
Rehna chahun Tere kareeb main
Sarvada
Mere dil se yahin hai dua (2)
Hath ko uthau mein
Geet Tere gaun mein
Baahon ko phailaun main Prabhu
Mere dil ki chahat Tu
Hai mera armaan Tu
Tere dehleez pe khara rahun (2)
Tu hai mera Prabhu…