YeshuaNow
Masah | Tehmina Tariq and Ariek James | Lyrics | Image
All lyrics
HindiHindi Christian Songs 2022New Worship Songs 2022Urdu

Masah | Tehmina Tariq and Ariek James | Lyrics

by Ariek James · Tehmina Tariq · Urdu Worship Song

957 views
Masah | Tehmina Tariq and Ariek James | Lyrics
ShareWhatsAppFacebook

Roohe Pak da masah mujhe karde ata (4)
Masah masah (4)
Roohe paak da masah…

Badshaahon ka Tu hai badshaah
Shehnsahahon ka Tu hai Shehnsahah
Tune murdon ko zinda kiya hai Khuda (2)
Kaidi rooho ko Tune kiya hai riha (2)
Masah masah…
Roohe paak da masah…

Zindagi ka naya zor Tune diya
Taake Iblees par bhi main paun fatah
Pak rooh se mujhe hai Tune bhar diya
Meri zindagi ko Tune naya kar diya
Masah masah…
Roohe paak da masah…

Apna beta Tune diya hai Khuda
Maut par bhi payi bus usi ne fatah
Aur kabar pe bhi payi hai usne fatah
Zinda hoke usi ne diya hai dikha
Masah masah…
Roohe paak da masah…

ShareWhatsAppFacebook
Keep listening

You might also like

0 Comments

Loading comments…

Leave a comment

Your email will not be shown publicly. Comments are reviewed before appearing.