
Jo Yahowah Par | New Hindi Christian Song 2024 | Lyrics
by Alpha Ministries · Priscilla Mozhumannil · Shalom Jacob

Jo Yehowah par rakhega bharosa apna
Dekho wo kehlayega Sion parvat samaan
Jo kabhi Talta nahi
Par sada rehta bana
Dekho woh kehlayega Sion parvat samaan
Jo Yehowah par
Jis tarah charon taraf se yarushalem ke pahad
Usi tarah charon taraf se Yehowah hamari Aaad(2)
Yehowah hamare Aaad
Shahar panah ke saman
Wo tere pairon ko talne na dega kabhi
Tera rakshak hai Yehowa jo na unghe kabhi
Jo na unghe kabhi
Yehowah kitna mahan
Pehruye chahte hai bhor ko jitna
Chahata hu mein Prabhu ko pranon se zyada (2)
Pranon se zyada
Kaise karun mein bayaan
Jo Yehowah par rakhega bharosa apna
Dekho wo kehlayega Sion paravat samaan
Jo kabhi talta nahi
Par sada rehta bana
Dekho woh kehlayega Sion paravat samaan
Jo Yehowah par
You might also like
Hindi Christian Songs 2022Jai Jai Ho | New Hindi Christian Song | Sheldon Bangera | Lyrics
by Dil Aziz · Sheldon Bangera
Hindi Worship SongApna Aap | New Christian Song (Urdu/Hindi) | Faraz Nayyer | Lyrics
by Faraz Nayyer · Urdu Worship Song
Hindi Worship SongDua | New Masihi Geet 2024 | Zohaib | GZ Production | Lyrics
by GZ PRODUCTION · Zohaib
0 Comments
Leave a comment
Your email will not be shown publicly. Comments are reviewed before appearing.