Sari srishti par Tera adhikari
Tu rajadhiraj hai Prabhu
Tujhse hai zameen Tujhse asmaan
Jag ka Tu malik Prabhu
Karte hain sajda ibaadat ho Teri sada
Hazaron zubanein gaye
Tera hi naam dohraye
Yeshu Tu pavitra hai (2)
Oonch neech ka na koi wajood
Tere raajya mein
Tere rajya mein
Har kisi ka hai swagat yahan
Tere rajya mein
Tere rajya mein
Teri rehmat mein hi
Tu leta hai sabko kareeb
Hazaron zubanein gaye
Tera hi naam dohraye
Yeshu Tu pavitra hai (2)
Shaahon ka shaah hai Tu khuda
Tera na koi mukabla
Tera hi takht rahe sabse ooncha (2)
Hazaron zubanein gaye
Tera hi naam dohraye
Yeshu Tu pavitra hai (2)